Saturday 17 June 2017

Love time

Sabne kaha tum me pehle jaisi bat nahi?
Maine kaha zindagi me uska sath nahi.
Sabne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob
sakte ho?
Maine kaha ab kisi aankho me wo baat nhi.
Sabne kaha kyu itna toot kar chaha use?
Maine kaha insan hu pathar nahi.
Sabne kaha kya bewafa hai wo?
Maine kaha ab mujhe wafa ki talash nahi.
Sabne kaha bhul ja ab use ?
Maine kaha wo haqiqat hai koi khwab nhi.
LOVE IS LIFE..!

0 comments:

Post a Comment